peechhe chhod dene ya bhool jaane ke liye thodi na
woh sab kiya tha, jiya tha soch kar
ek badi potli kaandhe taang nikal gaya
par saali risti jaa rahi hai, ek pal fir do
Peechhe kaai fisal rahi hai
aur aage khaai bada muh khole darati hai
ek jhoola sa banaya hai dono ne
jhool raha hoon
No comments:
Post a Comment